LYRIC

Ooyi Maa
Taar Hilne Lage Khambe Gadne Lage
Taar Hilne Lage Khambe Gadne Lage
Bijli Wala Na Aaye To Main Kya Karu
Bijli Wala Na Aaye To Main Kya Karu
Bekarari Meri Had Se Badhne Lagi
Dil Na Maane Manaaye To Main Kya Karu
Taar Hilne Lage Khambe Gadne Lage
Bijli Wala Na Aaye To Main Kya Karu
Bijli Wala Na Aaye To Main Kya Karu

Jara Si Aahat Ho To Mera Dil Chaunk Uthe Use
Ab Dekhe Bina Kahi Na Chain Mile
Jara Si Aahat Ho To Mera Dil Chaunk Uthe Use
Ab Dekhe Bina Kahi Na Chain Mile
Kabhi Darwaja Dekhun Kabhi Khidki Se Jhakun
Bacha Ke Sabki Nazar Suni Suni Rahe
Taku Ye Jawani Jalebi Pe Bas Na Chale
Pyas Badhti Hi Jaye To Main Kya Karu
Taar Hilne Lage Khambe Gadne Lage
Bijli Wala Na Aaye To Mai Kya Karu
Bijli Wala Na Aaye To Mai Kya Karu

Ishare Dil Ke Mere Wo Samajh Pata Nahi
Karu Main Laakh Jatan Wo Paas Aata Nahi
Ishare Dil Ke Mere Wo Samajh Pata Nahi
Karu Mai Laakh Jatan Wo Paas Aata Nahi
Bada Sharmila Hai Wo Bada Sharmata
Hai Wo Kabhi Kabhi Mile Bhi To
Bada Ghabrata Hai Wo Uski Masumiyat Uska Ye Bholapan
Mere Dil Phir Rijhaye To Main Kya Karu
Taar Hilne Lage Khambe Gadne Lage
Bijli Wala Na Aaye To Mai Kya Karu
Bijli Wala Na Aaye To Mai Kya Karu

Raat Din Pichhe Padi Chhede Mujhe Ghadi
Ghadi Jaun To Jaun Kahaan Haaye Muskil Hai Badi
Raat Din Pichhe Padi Chhede Mujhe Ghadi
Ghadi Jaun To Jaun Kahaan Haaye Muskil Hai Badi
Ranjhe Ki Heer Hai Ye Majnu Ki Laila Yahi
Mere Takdir Se Padosan Hai Mujhko Mili
Maine Iske Liye Dhundhe Dulhe Kai
Ye Na Shaadi Rachaye To Mai Kya Karu
Ye Na Shaadi Rachaye To Mai Kya Karu
Shaadi Karne Ko To Kab Se Taiyaar Hu
Ye Na Barat Laye To Main Kya Karu
Ye Na Barat Laye To Main Kya Karu
Iski Gustakhiya Had Se Badhne Lagi
Ye Na Maane Manaaye To Main Kya Karu
Taar Hilne Lage Khambe Gadne Lage
Bijli Wala Na Aaye To Mai Kya Karu
Bijli Wala Na Aaye To Mai Kya Karu

Added by

Admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT