LYRIC

Na Sona Na Chaandi Na Heere Na Moti,
Saari Duniya Se Main Begana
Deewana Deewana Main
Tera O Sanam Janeman
Deewana Deewaana Main
Tera O Sanam Janeman
Na Aanchal Na Chudi Na Payal Na Kajal,
Saari Duniya Se Main Begani
Deewani Deewani Main
Teri O Sanam Jaanemann
Deewana Deewana Main
Tera O Sanam Jaanemann
Mohabbat Ki Surat Mein Yu Rab Mila,
Tera Pyaar Pakar Mujhe Sab Mila
Mujhe Mil Gayi Ek Nayi Jindagi,
Ajab Cheez Hai Ye Sanam Aashiqi
Haan Sanam Aashiqi
Na Rasme Na Kasame Iraade Na Waade,
Saaari Duniya Se Main Begaana
Deewana Deewana Main
Tera O Sanam Janeman
Haan Deewaani Deewaani Main
Teri O Sanam Janeman
Main Tujhako Tujhi Se
Sanam Maangati Hoon
Main Sabse Jyaada
Tujhe Chaahati Hoon
Jara Chir Ke Dil Jahaa Ko Dikha Do
Mohabbat Bhare Dil Ki
Kemat Bata Do, Kemat Bata Do
Na Daulat Hukumat Na Puja Ibaadat,
Saari Duniya Se Main Begaani
Deewaani Deewaani Main
Teri O Sanam Janeman
Deewana Deewana Main
Tera O Sanam Janeman
Na Aanchal Na Chudi Na Payal Na Kajal
Na Sona Na Chaandi Na Heere Na Moti
Na Daulat Hukumat Na Puja Ibaadat
Na Rasmein Na Kasame Iraade Na Waade
Na Basti Na Jungle Na Raste Na Majil
Na Rishtein Na Naate Na Dhaage Na Bandhan
Saari Duniya Se Main Begaana
Deewana Deewana Main
Tera O Sanam Jaanemann
Haan Deewaani Deewaani Main
Teri O Sanam Jaanemann.

Added by

Admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT