LYRIC

Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan

Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haa kya se kya ho gayi
Jab se bichdi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna suna hai tera jahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan

Kaise kate zindagi maayusi bebasi
Raahen sabhi kho gayi
Roshani de roshani
Main toh rehti hoon teri raahon mein
Bekhabar mujhko dhunde kahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan

Added by

Admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT