LYRIC

Kabhi to tum ko yaad aayin gi
Wo baharain wo sama

Jhuke jhuke badalon ke neeche
Mile thay hum tum jahan jahan

Kabhi to tum ko yaad aain gay

Tum se bichhre saddiyan beetin
Phir bhi humain yaad aatay ho
Saya banke aahat banke aaj bhi tum tarpate ho
Zindagi kitni bezar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse piar hai

Kahan kahi wo piar ki qasmain
Piar ka wada kia howa

Kabhi to tum ko yaad aain gay

Jitna tumko apna samjha
Utne hi tum begane thay
Humne kia kia aas lagai
Hum kitne diwane thay
Bin har kali khaar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse piar hai
Kahan gain wo piar ki qasmain
Piar ka wada kia howa

Added by

Admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT